Life line
Life line Zindagi me kuch to hota hai jine ke liye Zindagi me ek sath jaruri hota hai kuch pal banane ke liye pyaar jaruri hota hai dil to ko manane ke liyeπ Ek sath tum hara ho to zindagi kuch aese beet jayegi Jese ho koi Khwab π€― Tum bano meri Begum or me Tum hara sohar Pyaar krta bahut hu pr dikha nhi sakta Tum hare kuch bolne se hi pahle Tum hari sari baat samjh jata hu Tum ko dekh kr sari duniya bhul jata hu Tum se Aankhe bhi milane mein lagta hai dar Kahi usme doob na jaaun π♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️π Zindagi ka kya bharosha aaj hai kal nhi Bs ya dua rahegi meri jaan π©❤️ππ©Salamat rahe Tum jiyo hazaro saal yaad Tum mujhe yaad karo subah Ho ya Sham Pyaar karta rahunga din ho ya raat